It's your day..!!

Kalam uthi hai bade din baad
Shabd likh raha hu bade din baad,
Kya karein, aya  hi hai ye din bade din baad,
Aur mein bhool gaya ye bade din baad....


Aaj mangi hai Dua rab  se
Salamat rahe tu har  dam,
Rahe khushiya sirf tere sang,
Udasi ruthi  hi rahe tujhse  hardam

Tohfa bhi doon  to kya doon  tujhe
Anmol dosti di  hai tune,
Tere walid ki muskaan bani rahe tu,
Waade pure ho Jo kiye  hai unse tune...

Maang le tu Jo maangna hai tujhe,
Khuda bhi mana na kar payega


Jandin ki dher saari badhaiya ...!!!!


Comments