Bohot din baad likh raha hoon...
per abhi bhi nahi samjh aa raha k kya...
Yoon to ab main busy hoon,
Per samay nikal leta hoon,
Yoon to main busy hoon,
Per samay nikalta nahi......
Har subah Sunday ka wait karta hoon,
Shaam ab jald aa jaati hai,
Table per baithe apne main,
Yaad jab dosto ki aa jaati hai....
Watsaap ke daur mein group banaya hai,
Zindagi se pyaare dosto ko usme sajaya hai,
Socha tha virtually mil liya karunga unhe,
Per meri tarah unhe bhi busy banaya gaya hai....
Plan banata hoon apne dosto se milna ka,
Per ab priority plan ki dhajiaa uda deti hai,
Mayus ho kar beth jaata hoo,
Phir Sunday ke intezaar mein beth jaata hoon...
Ab to alam yeh hai mera,
3G ke recharge se chalta hai kaam mera,
Real wali duniya se ab virtual world achcha lagta hai,
Jis din net nahi chala wo din alien jaisa feeling lagta hai...
Phir bhi dilasaa deta hoon apne man ko,
Shayad mil hi loonga apne busy friends ko,
Biwiyaa (I mean meri bhabhiya) rihaa kare unhe,
Warna kya...kya kar sakta hoon.....
Phir Har subah Sunday ki raah dekh sakta hoon.....
per abhi bhi nahi samjh aa raha k kya...
Yoon to ab main busy hoon,Per samay nikal leta hoon,
Yoon to main busy hoon,
Per samay nikalta nahi......
Har subah Sunday ka wait karta hoon,
Shaam ab jald aa jaati hai,
Table per baithe apne main,
Yaad jab dosto ki aa jaati hai....
Watsaap ke daur mein group banaya hai,
Zindagi se pyaare dosto ko usme sajaya hai,
Socha tha virtually mil liya karunga unhe,
Per meri tarah unhe bhi busy banaya gaya hai....
Plan banata hoon apne dosto se milna ka,
Per ab priority plan ki dhajiaa uda deti hai,
Mayus ho kar beth jaata hoo,
Phir Sunday ke intezaar mein beth jaata hoon...
Ab to alam yeh hai mera,
3G ke recharge se chalta hai kaam mera,
Real wali duniya se ab virtual world achcha lagta hai,
Jis din net nahi chala wo din alien jaisa feeling lagta hai...
Phir bhi dilasaa deta hoon apne man ko,
Shayad mil hi loonga apne busy friends ko,
Biwiyaa (I mean meri bhabhiya) rihaa kare unhe,
Warna kya...kya kar sakta hoon.....
Phir Har subah Sunday ki raah dekh sakta hoon.....
Reality
ReplyDeleteBro killed it!
ReplyDeleteEspecially :" Biwiyaa (I mean meri bhabhiya) rihaa kare unhe"������
Bro killed it!
ReplyDeleteEspecially :" Biwiyaa (I mean meri bhabhiya) rihaa kare unhe"������